◆IsLaami Zindagi◆ Post-32

◆IsLaami Zindagi◆ Post-32

Peheli Fasl

◆ Biyah Shadi Ki IsLami Rasme'n

Tareekh Ka Muqarrar Karna Bhi Isi Saadgi Se Hona Zaruri Hai. Ke Agar Isi Shahar Se Log Aarahe Hai To Unki Tawadu Sirf Paan Ya Chaay Se Ho Aur Agar Dusre Shahar Se Aarahe Hain To 5-Aadmi Se Zyada Na Hon. Jinki Tawadu Khane Se Ki Jaye Aur Tareekh Muqarrar Karne Wale Sin Raseeda Buzrug Hon Aur Behtar Ye Hai Ke Shadi Ke Liye JumuAh Ya Peer (Somwar) Ka Din Muqarrar Ho Kyunke Ye Bahot Barkat Wale Din Hain.

▶To be Continued ............... In Shaa Allah

Ref: Islami Zindagi
Az: Hakeemul Ummat Shaikhul Tafseer Mufti Ahmed Yaar Khan Na'eemi Alaihir Rahmah)

By:Gulshan E Fatima 

Comments