◆IsLaami Zindagi◆Post-20

◆IsLaami Zindagi◆

Post-20

Baab-4

◆ Biyah Shadi Ki Rasme'n

Ab Jigar Thaam Ke Betho Meri Baari Aayi

Nikah IsLaam Me'n Ibadat Hai, Kahi To Farz Hai Aur Aksar Sunnat.
(Shaami)
Magar Hindustaan Me'n Maujuda Zamana Me'n Nikah In Hinduwani Aur Haraam Rasmo'n Aur Fazool Kharchiyo'n Ki Waja Se Wabaal Ban Gaya Hai. Iska Naam Shaadi Khaana Aabadi.
Ab In Rasmo'n Ne Ise Bana Diya Shadi Khaana Aabadi. Bakle Khaanha_Barbadi.

Kyunke Is Me'n Ladke Aur Ladki Duno'n Ke Gharo'n Ki Tabahi Aati Hai. Nikah Ke MutaAlliq Teen(3) Qism Ki Rasme'n Hain. Ba'z Jo Nikah Se Pehle Ki Jaati Hain , Ba'z Nikah Ke Waqt Aur Ba'z Nikah Ke Ba'd Pehle To Ladki Ki Talaash (Mangni) Tareekh Muqarrar Hona. Phir Nikah Ke Ba'd Chauthi , Chaala Kanga Kholne Ki Rasme'n.

Lihaza Ham Is Baat Ki Chand Fasle'n Pesh Karte Hai. Agli Post Me'n..

▶To be Continued ............... In Shaa Allah

Ref: Islami Zindagi
Az: Hakeemul Ummat Shaikhul Tafseer Mufti Ahmed Yaar Khan Na'eemi Alaihir Rahmah)

By:Gulshan E Fatima

Comments