Namaz Ka Bayaan πΏπΎπ π ➫ 01
Namaz Ka Bayaan πΏπΎπ
π
➫ 01
πQuran E Paak ki Roshani Mainπ
•─────────────•
⚘⌬ ➤ Iman Ki Durusti Aur AQIDE Ki Pukhtagi Mutabiq Ahle Sunnat O Jamat Ke Baad Har Musalman AQIL O Balig Mard O Aurat Par Tamam Fara'iz Me Ahem Farz NAMAZ Ka Padhna Hai,
⚘⌬ ➤ Namaz Ki Ahmiyat O Afadiyat Par Quran O Hadees Me Jagah Jagah Fazilaten Warid Hui Hain
⚘⌬ ➤ Iske Ada Par Sakht Takeed Aur Tark(chorne) Par Sakht Wa'eeden(saza) Aai Hain
⚘⌬ ➤ Allah Ta'ala Irshad Farmata Hai,
✫Al Quraan ✫
--------------------
⚘⌬ ➤ Ye Kitab (Quran) Parhezgro Ko Hidayat Hai Jo Gaib (Allah, Farishte, Jannat, Jahannam, Mehshar Etc) Par Iman Laye, aur Namaz Qayam Rakhte Hain.
π Surah Baqrah, Ayat -3
⚘⌬ ➤Namaaz Qayaam Karo Aur Mushrikon Me Se Naa BanoπPara 11 Sure Room Ayyat 31
⚘⌬ ➤Beshak Namaaz Momineen Par Farz Hai Badhe Hue Waqt Ke Sath
πParah 5-Sura Nisa Ayyat 103
⚘⌬ ➤Namaaz 5 Hai Aur In Namaaz Ka Zikr Quran E Kareem Me Maujood Hai
⚘⌬ ➤Aur Namaazein Kayaam Rakho Din Ke Dono Kinaro Aur Kuch Raat Ke Hisson Me , Beshaq Nekiyah Buraiyon Ko Mita Deti Hai
πParah 12 Surah Hood Ayyat 114
⚘⌬ ➤Muffasireene Kiram Ke Mutabiq Din Ke 2 Kinaro Me Namaaje Fazr Zohar Aur Asar Ka Waqt Byaan Kiya Gya Hai Aur Raat Ke Kuch Hise Me Magrib O Isha Ka Waqt Bayaan Hua Hai.
πTaffsir E Jalaalain Vol. 1 Page 189
πPost Jari Hai....Ψ§Ω Ψ΄Ψ§Ψ‘ Ψ§ΩΩΩ ΨͺΨΉΨ§ΩΫٰ
Comments
Post a Comment