Namaz Ka Bayaan πŸ„ΏπŸ„ΎπŸ…‚πŸ…ƒ➫ 02

Namaz Ka Bayaan πŸ„ΏπŸ„ΎπŸ…‚πŸ…ƒ➫ 02

πŸ“šHadees E Paak ki Roshani MainπŸ“š  
    •─────────────• 
Pichli Post Me Apne Namaaz Ke Mutaliq Quran Ki Roshni Me Parah Ab Huzoor Nabi E Karim Sallauallaihaiwallam Ke kuch Irsaadat Ish Silsile Me 
✫ Hadees E Paak ✫ 
----------------------------------
⚘⌬ ➤islaam Ki Buniyaad 5 Chizo Par Hai, Ish Baat Ki Gawahi Dena Ke Allah Ke Siwa Koi Mabood Nahi, Muhammad Sallauallahaiwsallam Allah Ke Khas Bande Aur Rasool Hai Aur Namaaz Kayyam Karna, Zaqaat Dena Aur Hajj Karna Aur Ramzaan Ke Roze Rakhna.
πŸ“šSahih Muslim, Kitabul Imaan, Page 27, Hadees No 21

⚘⌬ ➤ Hazrat Abdullah Bin Masood Ne Huzoor Ψ΅Ω„ΫŒ اللہ ΨΉΩ„ΫŒΫ و Ψ³Ω„Ω… Se Pucha Allah Pak Ko Sab Se Pasand Kaunse Aamal Hai? 
⚘⌬ ➤ Farmaya Huzoorο·Ί Ne, WAQT Ke Andar Namaz Padhna, Pucha Phir? 
⚘⌬ ➤ Farmaya Maa Baap Ke Saath Neki Karna Pucha Phir??? Farmaya Allah Ki Raah Me Jihad Karna...
πŸ“šSahih Bukhari, Kitab Mawaqitus'salat, Jild-1, Page-196, Hadees No-527

⚘⌬ ➤Jab Tumhare Bache 7 Baras Ke Ho Toh Unhe Namaaz Ka Hukm Do, Aur Jab 10 Baras Ke Ho Jaye Toh Maaar Kar Padao.
πŸ“šSunan Abi Dawood Kitabus’salat, Vol 1 , Page 208, Hadees No- 495

⚘⌬ ➤Sab Se Pehle Qayaamat Me Bande Se Namaaz Ka Hisab Hoga. Agar Yeh Thik Toh Baki Amaal Bhi Thik Hai Agar Yeh Bigdi Toh Sab Bidge.
πŸ“šTabrani Vol- 3 Page 32 Hadees No. 1859

πŸ“Post Jari Hai....Ψ§Ω† Ψ΄Ψ§Ψ‘ Ψ§Ω„Ω„Ω‡ ΨͺΨΉΨ§Ω„ΫŒٰ

Comments